Tehzeeb Hafi Ghazal (چُھپ کر بدلا)
چُھپ کر بدلا
کیسے اُس نے یہ سب کچھ مجھ سے چُھپ کر بدلا
چہرا بدلا، رستہ بدلا، بعد میں گھر بدلا
میں اُس کے بارے میں یہ کہتا تھا لوگوں سے
میرا نام بدل دینا وہ شخص اگر بدلا
وہ بھی خوش تھا اس نے دل دے کر دل مانگا ہے
میں بھی خوش ہوں میں نے پتھر سے پتھر بدلا
میں نے کہا کیا میری خاطر خود کو بدلوگے؟
اور پھر اس نے نظریں بدلیں اور نمبر بدلا۔۔۔
Poet: (Tehzeeb Hafi)Kesy Us Ne Ye Sab Kuch Muj Se Chup Kar Badla کیسے اُس نے یہ سب کچھ مجھ سے چُھپ کر بدلا |
Chup Kar Badlah
Kesy Us Ne Ye Sab Muj Se Chup Kar Badla
Chehra Badla, Rastah Badla, Baad Mein Ghar Badla
Mein Us Kay Bary mein ye Kehtah Tha Logo Se
Mera Naam Badal Denah Wo Sahsh Aghr Badlah
Wo Bhe Khush Tha Us Ne Dil De Kar Dil Manga Hai
Mein Bhe Khush Hun Mein Ne Pathar se Pathar Badla
Mein Ne Kaha Keya Meri Khatir Khud Ko Badlo Gy ??
Aur Phir Us Ne Nazary Badli Aur Number Badla...
Poet: (Tehzeeb Hafi)
Give Feedback About This Status On Below Comment Section. Thanks For Watching !!
No comments